Aap Mujhe Achche Lagne Lage
Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Manzilen hain nayi, raastein hain naye
Hum zameen se aasmaan tak ab udne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya
Ho, raaz kya hai zindagi ka khul gaya, khul gaya
Dil ka aaina khushi se dhul gaya, dhul gaya
Hum bhi apni ek duniya rakhne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Sochi samjhi yeh mulaaqaatein nahin, ji nahin
Haan, aadmi ke bas ki yeh baatein nahin, ji nahin
Rab ne chaaha to yeh dil yun milne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Mohabbat ki haseen shuruaat ho gayi
Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Manzilen hain nayi, raastein hain naye
Hum zameen se aasmaan tak ab udne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lage
Ouça estações relacionadas a Abhijeet Sawant no Vagalume.FM