Kaise ye dooriyan hai Darmiyaan majbooriyaan hai Magar
Kuch kar na sake
Jaane kya ye saza hai Dil me bechaniyaan hai Magar Kuch kar na sake
Duaaon me maang raha Hun teri hi nazdeekiyan Na jaane kab hoga khatam Ye intezaar
Kaise ye dooriyan hai Darmiyaan majbooriyaan hai Magar Kuch kar na sake
Jaane kya ye saza hai Dil me bechaniyaan hai Magar Kuch kar na sake
Tera hath pakad kar chalna Vo chand tale Saari un baaton ko mera dil Yaad kare Teri bikhri zulfein jab Chehre par aa gire Halke se hatana unko bhi Dil yaad kare
Hawaon me dhund raha Hun me toh tera hi nasha Na jaane kab hoga khatam Ye intezaar
Kaise ye dooriyan hai Darmiyaan majbooriyaan hai Magar Kuch kar na sake
Aa bhi jaa Ab aa bhi ja Tu hoke riha In yaadon se Haqeeqat me
Aa bhi jaa Ab aa bhi ja Tu hoke riha In yaadon se Haqeeqat me