Stuthi gaayein, ankhein uthaate hain hum Teri or Aasha leke, yeh dil tarse tere liye Tere liye Tere darshan se naye din ka bal mile Tere paas saath, prabhu hum nidar bane Nidar bane
Hosanna hosanna Tu prabhu taranhaar Yogya har stuthi ka Hosanna hosanna Poori ho teri iccha Swagat hai yeshu raaja
Dil ki sunn pukar, laut kar aayein Teri or, teri or Tere raajya mein toote naya jeevan pate hain Tu karta naya
Tere darshan se naye din ka bal mile Tere paas saath, prabhu hum nidar bane Nidar bane
Hosanna hosanna Tu prabhu taranhaar Yogya har stuthi ka Hosanna hosanna Poori ho teri iccha Swagat hai yeshu raaja